Stock Market Me Emotion free Kaise Banaye

0

App mano ya na mano, stock market me emotions aap ko distrack karti rehti hai. Market aap ko uske sath connect rakhti hai. Jesse hum kehte hin ke ek baar aap police me bharti ho jate ho, toh nokri janeke baad bhi aap humesa law and order ko follow karta hai. Wese hi aap ek baar stock market me trading keliye involve hote ho toh hamesha market ke ups and down me market aap ko attract karti rehti hai. Stock market me trading karte waqt kahinsare mood swing hota hai. Aur auger gur se dekhe toh yaha 2 types ke hi emotion market me dekhne ko milta he.  Greed and fear. 

Trading me loss ke baad kya karen

Bothot sare log trading me lose yah for profit ke turant baad aur bhi jyada excite ho jaten hin. Kabhi loss ko profit me convert karne ke liye, toh abhi profit ko aur badhaneke kosis mein. Aur yehi karan hain jo aap ko stock market me involve kar rakhti hai. Aur iss tarah hai stock market me log jyada trading karte hain aur aapne profit ko loss me aur apne chote se loss ko bade loss me convert kar jate hin. 

Iss se bachne keliye app ek kaam karen. Jo aap ko bade loss yafir profit ko loss me tabdil hone se safe door rakhti hai. Jese he aap ko ek loss ho ya fir ek acha profit, turant he apni jagah se uuthe aur ek walk pe nikal jaye. Tradingi me involve hone se aap bahari duniya se disconnect ho jate ho. Aap sare thinks ko profit aur loss me he sochte ho. Ek chota sa walk aap ko aap ke present se jode rakhta he. Aur aap jo profit aur loss ke sapnoki duniya me the usse aap ko alag karta hai.

Take a break after a quick profit and loss Investment Unblocked

Trade me jyada samaye na rahe 

Kahin baar trader ek position lene ke baad bahut samye tak wait karte hin. Trading position me na sirf price stop loss lagaye, uske sath hai aap time stop loss maintain karen. Investor ya ho fir trader ho. Aap ko apna paisa ko kitna din tak ek trade me phasa ke rakhna hai aap ko pehle se tai karna chahiye.By not doing this, you go more and more in bog.

Apne position se marriage maat kardena. Iska matlab yeh hai ki aap jo bhi position creat kiye ho.  Wo chahe buy ho ya fir sell. Per jab aap usse creat karte ho. Uss ke sath aap ke kuch umid banti hai. Jo tootne par aap bhi toot jate ho. Trade create karne se pehle hi aap aap ke trade se emotion jood dete ho. Trade aap ke business ki trada karna he. Iss me nuksan aur fayde dono ho sakta hai.

Don't get marry with your trade investment unblocked

Trade ke doran volatility cheke karen

Kahin tarah ke log hain iss stock bazar me. Koi khud ko investor kehta hai toh koi khudko trader. Trader bhi kahin tarike hain. Jese koi intraday trader hai toh koi swing trader ya fir positional trade Waise har kisi ko stock market ke volatility acha lagta hai toh kisi ko boht he fearful lagta hai. Volatility me trading karne ke liye bahut sate stock market professional avoid karte hain. Volatility jitna aap ko dangerous lagta hai, utna hi kuch logo ko attract karti hai. Stock market me volatility hai jo use khubsoorat banti hai. Auger stock market me volatility na rahe toh stock aap ko iita attractive price me nahi lage aur nahi itne kam time me itna acha return thodi na milta. Lekin yehi volatility kahin logo ke stock market ke journey ko khatam kar deta hai. 

Stock market ke event aur company ke events ko follow karke bahut sare log trading kartehin, aur safal bhi hote hain. Per jab stock market me aap har law aur profestional tarikhe se aap trading karna surur karte ho tab events me aap ko bohat he sara nuksan hota he. Kuch log bohot he aacha pesa kama lete hain volatile market me bhi. Wo iss liye hota he ke market me aacha phase chalne ke karan. 

Check volatility Investment Unblocked

Market to market profit and loss ko na dekhe

Trading ke doran log aapne profit and loss ko notice karte rehte hain. Yeh tab he sahi hai jab aap ne decide nahi kiya ho ko kitne trade kare ya fir kitne loss ya profit tak hum aaj stock market me bane rahen. Yeh na sirf aap ko dipration me ladega, profit karne ke baad yeh aur jyada trading karne ke liye motivate karega. Iss ke result me aap bahut jyada trading karte ho. Iss se loss ya fir profit hanukkah chances bahut kaam ho jata he.  Taxes aur broker commission ke thru aap ka money market me se drene ho jata hai. 

Trading ke doran aapne profit and loss account ko na dekhe, usse nazar andaz karen. Trade lene se pehle hai aap aapna hone wale losses aout profit decide karlen. Isse aap profit and loss statement nahi dekhenge. Jis se aap distract nahin honge.

Profit and loss Investment unblocked

Overtrading Na Kaere :-

Ek aacha profit aap ko motivate karta he aaut trade lenekelie. Kuchiss tarah hai ek bura trade aap ko loss makeup karne ke liye uksata hai. Iss ke badle mein bahut sare trade hote hain. Isse aap avoid karen. Sirf aache aur kam trade le jo quality wale hon. Quality trade matlab jo trade aap price action pen based ho. Is se aap ek trade me jyada time nahi rahoge. Aur aapko jyada trade bhi nahi milega. 

Don't over trade Investment Unblocked

Iss se bachne ke liye aap chart pattern break out me trade karen. Yeh aap ko kam time me trade se exit kar dega. Chart pattern breakout ko log price action ke trading ke naam se bhi jante hai. Jo turant profit ya loss deta hai. Iss se aap ke emotions create hone ka mauka nahi milta. Aur yeh ek trading session me bahut kam time break out dekhne ke liye miltahe jo aap ko over trading se rokta hai.

Leave A Reply

Your email address will not be published.

twenty − fifteen =