So you want to be a day trader !
Stock market Mein Jo Koi Bhi perosn Aata Hai vah day trading Karne Ka Sapna Hamesha dekhta hai. Ham investment unblocked mein sikhate Hain Ki Kaise trading kiya jaaye, yaha basic Se Lekar advance Tak Sare chij Ham sikhate Hain. Jitne bhi students hian yahan se stock market learning Kar ke gaye hain, unmhe bahut Sare ache treder baen hain. Stock market trading sikhane ke liye Jo Koi Bhi Aata Hai. Ek chij ka Talab Humne Hamesha dekhne ke liye milta he unme. unko Ek Aisa shortcut chahie, ya FIR Kahe To Aisa Kuchh strategy Jo unhe bahut sara Paisa baneke de wo bhi kaam Samay me.ek baat aap humesh yaad rakhiye. Jitna bhi achcha stock market trading strategy Kyon Na Ho. Uska implementation aur uske implementation Karne Ka Tarika aapka profit aur loss banata he.
What traders do ?
Pahla Sawal Jo aata hai ke trading kaise kiya jata hai. Day trading karne ke liye computer ke samne 5 se 6 ghante Tak baithane ki aapane khamata honi chahie. Day trader computer Ke Samne stock price ke chat ko Dekhte rehte hain aur wait Karte Rehte Hain Unka entry or exit position bane ke liye. Iske liye aapko Ek accha Sa computer aur accha internet ka bohot he jarori hai. Day trader stock market Mein shares purchase or Usi Din sell ke uupar pe fayda aur nuksan banate hain. Kabhi profit bahut Hota Hai toh Kabhi profit Kam hota hai, aur Kabhi kabar unko ghar ko lost Lekar Jana padta hai. Jab day trading aap bina technical analysis kay karte ho to usse gambling Kaha jata hai. Lekin Jab aap ek share ke chat ko analysiskar ke karte ho aur uske hisab se marginal risk Lekar trade entry or exit karte ho, toh use technical analysis Kaha jata hai. Day trader Hamesha technical analysis ke upar nirbhar Hote Hain. iss me dhersara hunar aur himaat ki jarurat hoti hai.
How they do it ?
Aapko trading karne ke liye sabse pahla Jo chij chahie ek Demat account ki. Jo aajkal Online mein ya FIR offline mein bahut hi kam kharcha meinhojata he. Kahin Sare Bank hai jo yah suvhidhaye provide karti hai. Aur kahin Sare Aise broking houses be hai jo aapko Demat account services de sakti hai. Is Demat account mein aap Paisa Jama Karke koi bhi share purches aur sell sakte ho. Use demand account mein Kaise kharida aur becha ja sakta hai yeh Jisne account provide Kiya Hai Unse puch sakte ho. Ya FIR online platform Mein Jaise YouTube ya FIR Kahin Sare blog se aap pata kar sakte ho. Jab stock market Mein log Aate Hain unko lagta hai ki stocks kharidna bechna bahut hi Mushkil kam Hota hoga. Lekin aisa Nahin Hai. Kaun Sa stock kharide aur bhejen yah sabse Badi chinta ka Vishay rehta hai. Is duvidha ko Dur karne ke liye kuch log Khud Se technical analysis sikhate Hain. Jo trading main unko bahut hi sahayata karta hai. Aur kuchh log advisory services ka istemal Karke hain. Aur uss advise se aacha khasa profit aur loss karte hin.
Trading karne ke liye trading sikhana jaise ke technical analysis sikhana bahut jaruri hai. Advisory services Lekar bahut Sare log nuksan Karte Hain. Isliye Aaj kal jyadatar stock market trader technical analysis sikhane ke liye bahut hi ichuk ho rahe hain. Aap technical analysis online platform se ya fir Kahi Sare acche kitabon ko PDF form Mein ya FIR khareed ke padh ke Sikh sakte ho. online platform mein aur offline platform Mein Kuchh stock market Institutions hai jo stock market ke courses provide Karte Hain. yah courses aap Lekar stock market ko acchi Tarah Se practice kar sakte ho. Stock market classes provide karne mein investment unblocked anyatam hai. Yahan stock market classes Mein technical analysis ke sath live implementation Bhi Kiya jata hai.
How to be a professional stock market trader ?
Aap Jo Koi Bhi business ya FIR Jo Koi bhi job karte ho pahle aap training lete ho ki Kuchh chij ko Kis Tarah nibhaya Ja sake. Sirf kaise hota hai ya fir kaise kiya Jata Hai yah Janna Lena Hi Kafi Nahin Hota. Ise kis Attitude Se implement karna hai ya bahut jaruri hai. Is kaam ko karne ke Waqt aapka attitude Kaisa Rahana chahie Iske upar aapka profit and loss nirbhar karta hai. Iska sabse accha example yah Hai Ke, Jab ek hi strategy Mein Ek trader profit Karta Hai Usi Samay dusra trader loss karta hai usi statergy ko use karte huye. Yah hota hai unke behaviour Ke Karan. Jo wo stock market ke Prati dikhte Hain.
Behaviour analysis or emotional control stock market trading ka bahut hi mahtwapurn hai. Aapko technical chijon ke upar kam karne ke saath aapko aapke Upar dher Sare Kam Karne padte hain. Sabse jo bada hai stock market mein wo hai discipline. Yahi chij Jiske pass bahut strong Hai vah Paisa banat hai aur jo yah chij ko avoid karta hai aur Market ke dusre chijon per Jyada focus Karta Hai vah loss karta hai.
How to trade emotion-free ?
Bahut Sare log yah question Karte Hain Ki Kaise Ham Emotionless Ho paeyn aur Achcha trade Karen. Achcha trader banne ke liye aapko emotions per control laana padte Hain. jyadatar stock market mein jo emotion Dekhe Jaate Hain vah hote hain fear aur greed. Yahi chij aapke money management ko control se bahar kar deta hai. jisse Jyada nuksan Logon Ka Hota Hai, Is losses ko recover karne ke piche log aur Jyada risk lete hain aur isase Jyada losses hone ke chances badh Jaate Hain. Isase bachne ke liye aapko proper money management sikhana hoga. Agar iska Ek example Mein Dun toh acche trader Hamesha profit Mein wait karte hain lekin small losses hone par exit Ho Jaate Hain. Isase Unka loss hone ka chances ghatata hai aur profit badhane ke chances badhate hain. Yah Baat sunane mein bahut Aasan Laga hoga. Lekin live implementation main log losses mein jyada waith karte hain lekin profit jaldi hi book kar lete hain.
Emotions ko control karne ka practice bahut Jaruri hota hai stock market trading mein. Aap auger day trader Banna Chahte Hain. To pahle jo bhi strategy hai aapka usse paper trading Karen. Paper trading se aapka strategy ka mahatva aapko Pata chalega. Aur use se loss aur profit hone ka jo chances hai , Uska Bhi Pata chalega. Jo Sabse Badi chij Hai wo hain practice. Practice se aapka ka khud se Samna hoga. Jahan aap janoge aap ka decision lene ka power Kitna Sahi aur Kitna galat hai. Aur kaise aapka decisions Samay ke anusar aur prices ke anusar Badalte rahte hain. ISI chij mein aap Jab bahut hi Param gum ho Jaenge tab aapke losses Ghat Enge aur profit badhate jaenge.
Why do maximum-day traders lose money in the stock market ?
Humne jitne bhi daytrader Ko Dekha Hai stock market mein vah Do Karan Ke Chalte apna investment Jyada Se Jyada loss Karte Hain. Pahla jo chij hai vah hai money management. Aur second hi hi sahi decision Na Le pana.
Money management
Money management stock market mein bahut hi important chij hai. Agar aap ise Nahin samajhte to aap market Mein Kabhi Bhi Paisa Nahin banaa Sakte. Jyadatar log bahut bar profit karte hain aur Sara profit ek hi bar Mein gawa Dete Hain. Yeah isliye Hota Hai hai Jab for profit karte hain Chote Chote karte hain. lekin Jab loss hota hai Unka vah loss Mein wait karte hain. jisse Unka lost bahut bada Hota Hai. Kabhi apne losses ko recover karne ke liye apna capital Se Bhi Jyada Bada amount lone Mein Lekar vah risk Lekar trade Karte Hain. Jisse Ham margin trading ke naam se Jante Hain. Future and options bhi logon ko bahut hi acche Suvidhaye Deti Hai. margin trading karne ke liye. Lekin Samay ke anusar stock prices ke Badhana aur girna na hone par Yahan per bahut Bade losses log Karte Hain. Aapka strategy Kitna Sahi Kyon Na Ho aap kitne Amir Kyon Na Ho Ya FIR aapka investment amount kitna bada Kyon Na Ho Agar money management ke anusar aap trade Nahin Karte to stock market Mein Paisa banana aapke liye ek dream hi Rah jaega.
Decision making
Market Mein Humne Kahi Baar Dekha Hai Log trade Lene se pahle Ek decision lete hain trade ke bicho bich Apne decision se hat Jaate Hain aur trade closing karte waqt aur ek decision Lete Hain. Yah aapke emotions par control na hone ke Karan Hota Hai. Iske Piche ka bahut Sare vajah Hain. Jaise trading ke dauran aap Agar Apne profit and loss statement ko Dekhenge to vahan per aap thoda hadbada Ja sakte hain.
Log trade Lene se pahle Apna target aur stopless decide Nahin karte. Agar decide Karte bhi hai to trade ke dauran ismein adla badli karte hain. Apne profit and loss ko Dekhte Hue ya FIR Samay ko Dekhte hue. Aur Kabhi Kabar trade time se pahle ya fir Apne target aur stopless hone se pahle hi nikal Jaate Hain. Yahi Karan se trader ka bahut bada nuksan Hota Hai. Aur yah chij aapke Aadat ban jaati hai, aur aapka decision Hamesha galat rahata hai. Iske Chalte hue aap Hamesha Jab stock se exit hote Hain Uske bad stock prices mein bahut hi Achcha Momentum dekhne ke liye Milta hai, aur profit hone ka chances aap gawate Hue saaf dekh Sakte Hote Ho. Isase bachne ke liye aapko bahut sara practis karne ki jarurat padegi aur trade Lene se pahle aapko decide karna padega ki aap trade kahan per entry aur kahan per exit Karoge stop loss aur target kahan per aapka Rahana chahie.
Hamesha Yad Rakhe stock market trading ho ya investment Ho Jo Koi Bhi vyakti iske dauran discipline todta Hai Uska bhugtan market usse Jarur leta hai. aapko Yahan per sirf Mein yah Kahana Chahunga trading Mein strategy aapka Jo kuch bhi ho ya fir investment amount Jo kuch bhi ho, stock market Mein jo bhi major discipline Hai Un Sab Ko follow karna bahut hi jaruri hai.